News before 31 july 13 click here
Most Develop State Karnataka has highest dropout rate among Muslim students then you can guess about other states drop out rate of muslim students.
BANGALORE: Karnataka, often called a "progressive state", has the highest dropout rateamong Muslim students. On an average, 50,000 students from the community dropout of school each year, a majority of them at the high school level, according to a survey done by the Sarva Shiksha Abhiyan (SSA).
See link below
http://timesofindia.indiatimes.com/india/Karnataka-has-highest-dropout-rate-among-Muslim-students/articleshow/23759456.cms
Minority Department U.P ki galti se U.P ke 1891 Madarson ke teachers ka 17,77,00,000 fans gaye
(1446 madaris ke asatjah ka 2 mah ka, 1891 ka ek mah ka wetan distribute nahi huwa tha aur minority department ne utilization dete wakt esko balance dikha diya aur HRD ne es dhan ko samayojit karte huye 6 mah ke 18,31,66,000 me kewal 54 lakh rupye de kar mamla saaf kar diya. Ab ye 17,77,00,000 rupye kahan se aayeinge ye dekhna bakli hai......)
see budget copy-----
http://mhrd.gov.in/sites/upload_files/mhrd/files/Elementary/SE&L%20Advice%20August%202013/Advice%2033/Uttar%20Pradesh.pdf
IMASS Madarsa SPQEM Teachers ke Niyamitikaran ka Prastav U.P Govt se Central Govt ko Bhejwane ki ladai ladega. Insa Allah jald hi madarsa teachers niyamit honge.
Roznama Sahara Urdu News 08-10-2013
Roznama Sahara Urdu News 08-10-2013
IMASS ka Delhi ke Jantar Mantar par 04 Oct 13 ko Dharna. See images.
Hon'ble Sansad Adeeb Sahab ne IMASS ke Dharne par Madaris ke asatjah ki problems ko suna aur jald hi unko bharat sarkar se hal karane ka aaswasan diya.
Bharat Sarkar ke Pichhra Aayog ke adhyachh Hon'ble Tajuddin Ansari Sahab ne IMASS ke dharne par madaris ke asatjah ki problems ko suna aur jald hi unko Bharat Sarkar se hal karane ka wada kiya.
|
|
IMASS President Ajaz Ahmad ne Bharat Sarkar ke Finance Rajya Mantri Hon'ble Janab J.D Seelam ji se PCC me mulaqat karke yojna me 300 crore extra budget dene ka mutalwa kiya. Hon'ble Janab J.D Seelam ji jald hi karwane ka wada kiya hai.